Monday, February 3, 2014

I Like TO Think Of You

I Like TO Think Of You

Source:-Google.com.pk
Nahi Masroof Main Itne K Wahan Ka Raasta Bhooloon…!
Koi Jab Muntazir Na Ho To Ghar Achha Nahi Lagta.........

Lamhon Men Qaid Kr De Jo Sadiyon Ki Chahatein
Hasrat Rahi K Aisa Koi Apna Bhi Talabgaar Ho........

Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete
Her Ik Ne Dokha Dia Kis Kis Ko Saza Dete
Ye Hamara Zarf Tha K Khamosh Rahe Warna
Daastan Sunate To Mehfil Ko Rula Dete!!.......

Baray Israar Posheeda Hain Iss Tanha Pasandi Mein
Ye Mat Samjh K Deewaney Jahan’Deeda Nahin Hotay!.......

Usay Paana Usay Khona Usi Ke Hijr Me Rona
Yehi Gar ISHQ Hai GHALIB To Main TANHA He Achhay Hain........

Zamanay Ki Nazron Se Hain Dilon K Raaz Posheeda
Khuloos-E-Dil Se KHUDA Janay! Mohabbat Kon Karta Hai.......

Aziyat Bana Raha Tamam Umar Yehi Aik Sawal
Sab Ka Sath Nibhany Walay Khud Kyun Tanha Reh Jatay Hain........

Meri Zindgi K Chirag Ka Ye Andaz Koi Neya Nahi
Kabhi Roshni, Kabhi Teergi, Na Jala Hua Na Bhuja Hua,
Muje Aap Kiun Na Samjh Saky Ye Apny Dil Se Poochhiye
Meri Dastan-E-Hayaat Ka Hai, Har Waraq Waraq Khula Hua,
Muje Hamsafar Bhi Mila Koi, To Meri Tarah He Luta Hua
Kabhi Manzilon Se Hata Hua Kabhi Qafilon Se Luta Hua,
Muje Ek Gali Mein Para Hua Kisi Badnaseeb Ka Khat Mila
Kahin Khoon-E-Dil Se Likha Hua Kahin Aansuon Se Mita Hua !........

Bari Dil-Kash Dua Di Kisi Nay Hamain Jeenay Ki
Sada Khush Raho Tum Apni Tanhaayon K Sath.........

Youn Kehnay Ko To Hum Baray Khush-Mizaaj Hain SAGAR… !

Rula Deti Hai Kisi K Piyaar Ki Hasrat, Kabhi Kabhi … !......
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You


I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You
I Like TO Think Of You

No comments:

Post a Comment